HTML LANGUAGE RUN MOBILE APP AND PC SOFTWARE.

HEY GUYS SO AAJ ME AAPKO HTML LANGUAGE KO RUN KARNE KE LIYE MOBILE APP OR PC/LAPTOP SOFTWARE DUNGA. SO ME AAPKO SABSE PEHLE BATA TA HU KI AAP APNE MOBILE ME HTML LANGUAGE KO KAISE RUN KARA SAKTE HAI ISKE LIYE AAPKO APNE MOBILE ME EK APPLICATION KO PLAYSTORE YA APPSTORE SE INSTALL KARNA HOGA. SO GUYS AAP JOTA TEXT EDITOR KO PLAYSTORE SE INSTALL KARNE KE BAAD AAPKO IS KO OPEN KARNA HAI. ISKE ANDAR CODE LIKHNA HAI FIR ISKO SAVE KARNA HAI LEKIN YAAD RAKHNA SAVE KARNE KA TARIKA ALAG HOGA. AAPKO FILE NAME DEKE .html LIKHNA HAI YADI AAP APNI FILE KA NAAM BASIC RAKHNA CHAHTE HAI TO AAPKO LIKHNA HOGA basic.html FIR AAP ISKO KISI BHI FOLDER ME SAVE KARKE AAP JAISE HI FILE MANAGER KHOL KE US FOLDER ME JAYEGE TO AAPKO AISA DIKHEGA. TO AAPKO YE DIKH JAYEGA FIR AAPKO IS PAR CLICK KARNA HAI OR KOI BHI BROWSER LIKE GOOGLE CHROME,OPERA MINI ETC. SE OPEN KARNA HAI. TO AAP DEKHENGE KI AAPKA PROGRAM RUN HO GAYA. GUYS AAPKO...